aaj jara sa ladkhada gya hu, har gya hu bawandaro se jamane me.. shayad meri hi galti thi jo mai samajh ni paaya, pani ko ikkatha kar raha tha mai patto ki boondo se, par bhool gya tha ki in patto ko us pani ki jyada jarurat thi, aakhir har band jajbat bataya to ni jata, har rishta kita khaas hai jataya to ni jata, maana hawa to har kisi k liye eksi hoti hai, bar kisko kitni chahiye? is baat ko bhi jhutlaya to ni jata, gairat tha mai is jamane me jo khud k liye doosro ki bastiyo ko veera karne chala tha, magar ae mere caavan k musafiro.. mai wada karta hu kisi shokh ko b jarra k barabar haam me ni jane dunga.. 1 nayi aag k sath, mai wapas aaunga, 1 dehakte ujala dene wale chirag k sath wapas aaunga, aakhir abhi bahut kuch adhoora chhodkar ja raha hu peeche apne, mai wapas aaunga fir us majhdar ko tairkar..